Shayari980 by Shivam maurya
Din Bhar Bhatakte Rahte Hain Armaan Tujhse Milne Ke,
Na Yeh Dil Thehrta Hai Na Tera Intezaar Rukta Hai.
Kin Lafzo Mein Likhu Main Apne Intezaar Ko Tumhein,
Bejubaan Hai Ishq Mera Dhhoondta Hai Khamoshi Se Tujhe.Din Raat Ki Bechaini Hai, Yeh Aathh Pehar Ka Rona Hai,
Aasaar Bure Hain Furkat Mein, Maloon Nahi Kya Hona Hai.Uthha Kar Choom Li Hain Chand Murjhayi Huyi Kaliyan,
Tum Na Aaye Toh Yoon Jashn-e-Bahaaran Kar Liya Maine.Intezar-e-Fasl-e-Gul Mein Kho Chuke Aankhon Ka Noor,
Aur Bahaar-e-Baag Leti Hi Nahi Aane Ka Naam.Khud Hairan Hoon Main Apne Sabr Ka Paimana Dekh Kar,
Tu Ne Yaad Bhi Na Kiya Aur Maine Intezar Nahi Chhoda.
Shayari in hindi
दिन भर भटकते रहते हैं अरमान तुझसे मिलने के,
न ये दिल ठहरता है न तेरा इंतज़ार रुकता है।
किन लफ्जों में लिखूँ मैं अपने इंतज़ार को तुम्हें,
बेजुबां है इश्क़ मेरा ढूंढ़ता है खामोशी से तुझे।
दिन रात की बेचैनी है, ये आठ पहर का रोना है,
आसार बुरे हैं फुरकत में, मालूम नहीं क्या होना है।
उठा कर चूम ली हैं चंद मुरझाई हुई कलियाँ,
तुम न आये तो यूँ जश्न-ए-बहारां कर लिया मैंने।
इंतज़ारे-फस्ले-गुल में खो चुके आँखों के नूर,
और बहारे-बाग लेती ही नहीं आने का नाम।
खुद हैरान हूँ मैं अपने सब्र का पैमाना देख कर,
तूने याद भी ना किया और मैंने इंतज़ार नहीं छोड़ा।
Fallow me guys for more
Shayari
following URL -:- Follow me
Create your post -:- Create post
THANKS FOR READING
profile -:- profile/shivammaury980
About us -:- about.html/shivammaury980
Home page -:- shayari980.online/
Youtube -:- Subscribe us
0 Comments
Please do not enter any spam link in the comment box